Mirza Ghalib Poetry (Mirza Asad Ullah Ghalib)


Aina Kyun Na Dun Ke Tamasha Kahein Jise
Aisa Kahan Se Laun Ke Tujh Sa Kahein Jise

आईना क्यूं ना दून के तमाशा कहीं जिसे
ऐसा कहां से लां के तुझ सा कहीं जिसे


Dukh De Kar Sawal Karte Ho
Tum Bhi Ghalib Kamal Karte Ho

दुख दे कर सावल करते हुए
तुम भी ग़ालिब कमाल करते हो


Isq Ne Ghalib Nakamma Kar Diya
Warna Bhi Admi They Kam Ke 

इश्क ने ग़ालिब निकम्मा कर दिया
वर्ण भी आदमी वे काम के


Jate Huye Kahte Ho "Qayamat Ko Milein Ge"
Kiya Khoob! Qayamat Ka Hai Goya Koi Aur Din

जटे हुए कहते हो "कयामत को मिले गे"
किया ख़ूब! कयामत का है गोया कोई और दिन 


Phool Gul Shams o Qamar Sare Hi The
Par Hamein In Main Tumhein Bhaye Bohat

फूल गुल शम्स ओ कमर सारे हाय थे
पर हम इन मैं तुम्हें भाये बोहाटी


Tere Wade Par Jitye Ham, To Ye Jan , Jhoot Jana
Ke Khushi Se Mar Na Jaye, Agar Aitbar Hota

तेरे वादे पर जीते हम, तो ये जान, झूठ जाना
के खुशी से मर ना जाए, अगर ऐतबार होता


Kab Wo Sunta Ha Kahani Meri
Aur Phir Wo Bhi Zubani Meri

कब वो सुनता हा कहानी मेरी
और फिर वो भी जुबानी मेरी


Rehne Do Ghalib 
Koi Aqal Ki Baat Karo

रहने दो ग़ालिब
कोई अकाल की बात करो


Mujhe Kiya Bura Tha Marna
Agar Aik Bar Hota

मुझे किया बुरा था मरना
आगर एक बार होता


Jala Ha Jism Jahan, Dil Bhi Jal Gaya Ho Ga
Kuredte Ho Jo Ab Rakh! Justaju Kya Ha

जला हा जिस्म जहान, दिल भी जल गया हो गा
कुरेदते हो जो अब रख! जस्टाजू क्या हा


Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota
Daboya Mujh Ko Hone Ne, Na Hota Me, To Kya Hota

ना था कुछ तो खुदा था, कुछ ना होता तो खुदा होता
दबोया मुझे को होने ने, ना होता में, तो क्या होता

Ham Bhi Kya Yaad Karein Ge K Khuda Rakhte The

हम भी क्या याद करें गे के खुदा रखते थे


Mout A Jaye Ghalib
Dil Na Aye Kisi Pe

मुत ए जाए ग़ालिब
दिल ना आए किसी पे


Meri Qismat Main Gham Gar Itna Tha
Dil Bhi Ya Rab Kai Diye Hote

मेरी किस्मत मैं गम गर इतना था
दिल भी या रब काई दिए होते हैं 


Rone Se Aur Ishq Main Be Baak Ho Gaye
Dhoye Gaye Ham Itne Ke Bas Paak Ho Gaye 

रोने से और इश्क मैं बे बाक हो गए
धोए गए हम इतने के बस पाक हो गए


Bana Kar Faqeeron Ka Ham Bhais  Ghlaib
Tamashaye Ehl e Karam Dekhte Hain 

बना कर फकीरों का हम भाई ग़ालिब
तमाशाए एहल ए करम देखते हैं


Dukh De Kar Sawal Karte Ho
Tum Bhi Ghalib Kamal Karte Ho

दुख दे कर सावल करते हुए
तुम भी ग़ालिब कमाल करते हो


Har Aik Baat Pe Kehte Ho Tum Ke Tu Kya Ha
Tumhi Kaho Ke Ye Andaaz e Guftagu Kiya Ha

हर एक बात पे कहते हो तुम के तू क्या है
तुम्हारी कहो के ये अंदाज़ ए गुफ्तगु किया है


Mit Jaye Ga Sar, Gar Tera Pathar Na Ghise Ga
Hon Dar Pe Tere Na Siya Farsa Koi Din Aur

मिट जाए गा सर, गर तेरा पत्थर ना घीसे गा
माननीय दार पे तेरे ना सिया फरसा कोई दिन और


Rahye Ab Aisi Jaga Chal Kar Jahan Koi Na Ho
Ham Sukhan Koi Na Ho Aur Ham Zubaan Koi Na Ho

रहे अब ऐसी जग चल कर जहां कोई ना हो
हम सुखन कोई ना हो और हम जुबान कोई ना हो


Rone Se Aur Ishq Main Be Baak Ho Gaye
Dhoye Gaye Ham Itne Ke Bus Paak Ho Gaye

रोने से और इश्क मैं बे बाक हो गए
धोए गए हम इतने के बस पाक हो गए


Main Unhein Cheron Aur Wo Kuch Na Kahen

मैं उन्हीं चेरों और वो कुछ ना कहूं


Khulta Kisi Pe Kyun Mere Dil Ka Muamla
Shairon Ke Intkhaab Ne Ruswa Kya Mujhe 

खुलता किसी पे क्यूं मेरे दिल का मुआमला
शैरों के इंतखाब ने रुस्वा क्या मुझे



Khule Kis Tarah Mazmoon Mere Maktoob Ka Ya Rab
Qasam Khai Ha Us Kafir Ne Kagiz Ke Jalane Ki

खुले किस तरह मज़्मून मेरे मकतूब का या रबी
कसम खाई है हम काफिर ने कागजी के जलाने किस


Hui Takheer To Kuch Baas e Takheer Bhi Tha

हुई तकीर तो कुछ बास ए तखीर भी था


Umar Bhar Hum Yun Hi Ghalti Karte Rahe Ghalib
Dhool Chehre Pe Thi Aur Ham Aina Saaf Karte Rahe

उमर भर हम यूं ही गलती करते रहे गालिब
धूल चेहरे पे थी और हम आइना साफ करते रहे


Phoonka Ha Kis Ne Gosh e Muhabbat Ma Aye Khuda
Afsoon e Intazar Tamanna Kahein Jisse

फुंका हा किस ने गोश ए मुहब्बत मा ऐ खुदा
अफ्सून ए इंतजार तमन्ना कहीं जिसे


Un Ke Dekhne Se Jo A Jati Ha Mun Par Ronaq
Wo Samjhte Hain Ke Bimaar Ka Haal Acha Hai 

उन के देखने से जो ए जाति हा मुन पर रोनाक
वो समझौता है के बीमार का हाल अच्छा है
 


Araz Niaz e Ishq Ke Qabil Nahi Raha
Jis Dil Pe Naaz Tha Mujhe Wo Dil Nahi Raha

अरज़ नियाज़ ए इश्क के काबिल नहीं रहा
जिस दिल पे नाज़ था मुझे वो दिल नहीं रहा


Ye Hunar Bhi Azmana Chahye
Be Basi Main Muskurana Chahye

ये हुनर भी अज़माना चाहिये
बसी मैं मुस्काना चाहिए


Khaak Ho Jayein Ge Ham
Tum Ko Khabar Hone Tak

खाक हो जाए हम
तुम को खबर होने तक


Jala Ha Jis Jahan, Dil Bhi Jal Gaya Ho Ga
Kuredte Ho Jo Ab Rakh! Justuju Kiya Hai

जला हा जिस जहां, दिल भी जल गया हो गा
कुरेदते हो जो अब रख! जस्टुजू किया है


Ya Rab Wo Samjhte Hain Na Samjhein Ge Meri Baat
De Aur Dil In Ko, Jo Na De Mujh Ko Zubaan Aur

या रब वो समझौता हैं ना समझेंगे मेरी बात
दे और दिल में को, जो ना दे मुझे को जुबां और


Dard Ho Dil Main To Dawa Kijiye
Dil Hi Jab Dard Ho To Kiya Kijiye

दर्द हो दिल मैं तो दावा किजिये
दिल ही जब दर्द हो तो किया किजिये


Agar Aur Jeete Rehte 
Yehi Intazar Hota

आगर और जीते रहते हैं
यही इंतज़ार होता


Dukh De Kar Sawal Karte Ho
Tum Bhi Ghalib Kamak Karte Ho

दुख दे कर सावल करते हुए
तुम भी ग़ालिब कमाल करते हो


Aitbar e Ishq Ki Khana Khrabi Dekhna
Ghair Ne Ki Aah Lekin Woh Khafa Mujh Par Hua

ऐतबार ए इश्क का खाना ख़रीबी देखना
गैर ने की आह लेकिन वो खफा मुझ पर हुआ


Khulta Kisi Pe Kiyun Mere Dil Ka Muamla
Shiron Ke Intakhab Ne Ruswa Kiya Mujhe

खुलता किसी पे कियूं मेरे दिल का मुआमला
शिरों के इंतखाब ने रुस्वा किया मुझे

Post a Comment

0 Comments